People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 4 *

kya kahna kya jodi hai
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aisa-Pyar-Kahan/Kya-Jodi-Hai/
oye kya kahna oye kya kahna
kya kahna kya kahna kya jodi hai
oye kya kahna kya kahna kya kahna kya jodi hai
chanda jaisa bhaiya mera chandni si bhabhi
jitni bhi tarif karo ji karo ji bas thodi hai
oye kya kahna oye kya kahna
kya kahna kya kahna kya jodi hai
oye kya kahna kya kahna kya kahna kya jodi hai

ik sapno ka sehzada ik pariyo ki sehzadi
ik sapno ka sehzada ik pariyo ki sehzadi
lo ban gaye dulha dulhan dono ki ho gayi shadi
ho ye jodi banane wale ne koi kasar nahi chodi hai
oye kya kahna oye kya kahna
kya kahna kya kahna kya jodi hai
oye kya kahna kya kahna kya kahna kya jodi hai

ho yaar mubarak tumko ye madhur milan ki ghadiya
ho yaar mubarak tumko ye madhur milan ki ghadiya
bhabhi ne tumhe lagayi ye pyar bhari hathkadiya ho
tum sath janam ke bandhi ho ye kaid to lambi chaudi hai
oye kya kahna oye kya kahna
kya kahna kya kahna kya jodi hai
oye kya kahna kya kahna kya kahna kya jodi hai

o tu behan hai meri choti tu yaar hai mera pyara
tu behan hai meri choti tu yaar hai mera pyara
tum dono ne mil jul ke khela hai khel ye sara
ho tum baat hamari chhodo tum dono ki kya jodi hai
oye kya kahna oye kya kahna
kya kahna kya kahna kya jodi hai
chanda jaisa bhaiya mera chandni si bhabhi
jitni bhi tarif karo ji karo ji bas thodi hai
oye kya kahna kya kahna kya kahna kya jodi hai
oye kya kahna kya kahna kya kahna kya jodi hai
oye kya kahna kya kahna kya kahna kya jodi hai
Aisa Pyar Kaha
Singer: Mohammad Aziz
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aisa-Pyar-Kahan/Aisa-Pyar-Kah
saari duniyan chhode bhai
hath bahan ka na chhode
rakhi kya ek kachha dhaga
mout bhi jisko tod na paye
mout bhi jisko tod na paye
aise atal atut pyaar ki hai ye dasta
aisa pyaar kahan aisa pyaar kahan
aisa pyaar kahan aisa pyaar kahan
bahan agar mange to bhai
hans kar de de jaan
aisa pyaar kahan aisa pyaar kahan
aisa pyaar kahan aisa pyaar kahan
aisa pyaar kahan aisa pyaar kahan
aisa pyaar kahan aisa pyaar kahan
o sawan ka mahina aa gaya
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aisa-Pyar-Kahan/Sawan-Ka-Mahi
din me ho gayi raat andheri
din me ho gayi raat andheri
mere pyase dil pe teri
zulfo ka badal cha gaya
sawan ka mahina aa gaya
o sawan ka mahina aa gaya

ho din me ho gayi raat andheri
din me ho gayi raat andheri
meri pyasi rooh pe teri
preet ka kajal cha gaya
sawan ka mahina aa gaya
ho o sawan ka mahina aa gaya
sawan ka mahina aa gaya hay
sawan ka mahina aa gaya

o ye rim jhim sawan ki jhadiya
ye rim jhim sawan ki jhadiya
pyar ke sahro ki ladiya
ye rim jhim rim jhim sawan ki jhadiya
pyar ke sahro ki ladiya
door nahi ab milan ki ghadiya
mere naino ki galiyo me
mere naino ki galiyo me tu sapne bikhra gaya
sawan ka mahina aa gaya aa gaya
sawan ka mahina aa gaya
sawan ka mahina aa gaya hay
sawan ka mahina aa gaya

pyar bhare do dil jab dole
unse nikle pyar ke shole
pyar bhare do dil jab dole
unse nikle pyar ke shole
aag lagi ye haule haule
ik awara pawan ka jhonka
ik awara pawan ka jhonka
sholo ko bhadka gaya
sawan ka mahina aa gaya ho
sawan ka mahina aa gaya

ho din me ho gayi raat andheri
din me ho gayi raat andheri
meri pyasi rooh pe teri
preet ka kajal cha gaya
sawan ka mahina aa gaya
ho o sawan ka mahina aa gaya
sawan ka mahina aa gaya hay
sawan ka mahina aa gaya
chal musafir chal
Singer: Mohammad Aziz
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aisa-Pyar-Kahan/Chal-Musafir-
chal musafir chal kahi koi thikana dhund le
apne jine apne marne ka bahana dhund le
chal musafir chal, chal musafir chal
chal musafir chal, chal musafir chal
yado ke is shehar se dur
yado ke is shehar se dur
gam ki sarhad ke us paar teri manjil
chal musafir chal, chal musafir chal
chal musafir chal, chal musafir chal

aankh teri bhar aayi hai yaad kisi ki aayi hai
aankh teri bhar aayi hai yaad kisi ki aayi hai
chhota bahut ye jivan hai lambi badi zudayi hai
saal barabar ek ek pal
chal musafir chal, chal musafir chal
chal musafir chal
yado ke is shehar se dur
gam ki sarhad ke us paar teri manjil
chal musafir chal

jab tak rakh na ho jaye gam ki aag me jalta ja
jab tak rakh na ho jaye gam ki aag me jalta ja
sar par apni lash utha chalta ja bas chalta ja
is duniya se dur nikal
chal musafir chal, chal musafir chal
chal musafir chal
yado ke is shehar se dur
gam ki sarhad ke us par teri manjil
chal musafir chal, chal musafir chal
chal musafir chal, chal musafir chal
chal musafir chal